Mausam

tussi taan haenriyan laytiyan aaj.
tussi taan mar sutya...

kal tan tussi neri da dittiiii...
tussi taan neriya laditiyann...

jizz kari jaan akhiyan tenu vekhi jawan diii

"je vous aime"

je t'aime

kudrat ka karishma hai ki masaum sahi hai varan tufaan aa sakta thhaa...

aapke ishq ne hume kya kya sikha diya....
kabhi hasna to kabhi rona sikha diya...

waqt rehta nahi kahin ruk kar....
aapki yaad ne waqt ko thamma diya..

yaad ayenge jab hum...
aap hi kahenge aapne yaadon me jeena sikha diya.....

bhool jana aapne sikh liya ...
yaad aana humne sikha diya....

aap hi kehte the ki dur chale jao..
baat baat par humne najdeek aana sikha diya..

pyar humne kiya aapse..
par aapne usse nibhana sikha diya...


Najar ka jhukna jaise suraj ko badlon mein chupana
muskurahat jaise gulab ki patiyon ka khill jana

woh najron ki atkheliyan jaise...
aansu ka gir jana... jaise barish ka ho jana
woh najron ki atkheliyan jaise... ???

jaise chup - 2 se sharma ke sab keh jana,

nazron ka jhukna....
badlo ka jhaa jana....
chand ka chup-chup ke sarmana...
or nazro ki haya se sab kuch keh jana....
jaise kayamat ka dha jana......

woh allam jaise mahobaat mein dhoob janaa,
yodon ko sanjoh kar sapno mein kho jaana,
woh tera mana karna mera ruth jana,

iss aalam me iss kadar doob jana....
jaise khawabo ki duniya me kho jana...
Ankhon ki uss kashish ka aa jana ...
or uss kashish me wo sharama ke nazro ko jhukana...
woh najron ki atkheliyan ...

yeh asar hai unhh hasseen wadiyan ka...
jo humne kal dekha tha, chehre per muskhan,
dil mein umang, kuch unsuni, kuch unkahi baton ki woh sargam,,,,,
harr lamha gunn gunane lagg yeh asar hai unn haseen wadiyon ka...
woh tumhari hassi, woh tumhara attkheliyan,,,
baat - 2 najar jhukan yeh asar hai unnh haseen vadiyon ka,,,,
kuch unkahi baton ki woh sargam,,,,,
harr lamha gunn gunane lagg yeh asar hai unn haseen wadiyon ka...
woh tumhari hassi, woh tumhara attkheliyan,,,
baat - 2 najar jhukan yeh asar hai unnh haseen vadiyon ka,,,,
kuch sharma kar kuch ghabra kar,,, dhere se kuch keh jana....
yeh asaar hai unnh hasseen vadiyon ka...


kya kahun mera jo haal hai ...
raat din tera hi khayal hai...
phir janne jaan...
tu kahan aur mein kahan....

sitamgar mujhe itna mazbur na karo.....
aapne aap se hume durr na karo.....
kahin ka nhi rahega yeh pagal (diwana)....
isse sata kar jakhmo ko aur nasurr na karo....


JUST READ THIS

Tumse mili jo Zindagi....
humne abhi boyi nahin....
tere siwa koi na tha....
tere siwa koi nahin....
jaane kahan kaise sheher, leke chala yeh dil mujhe....
tere bagiar din na jala, tere bagair shab na bujhe.....
jitne bhi taye karte gaye, badhte gaye yeh faasle....
milon se din chod aaye...... saalon si raat leke chale......


yeh madham madham si mukurahat kuch keh rahi.....
jaise masti ban kar hawa si beh rahi hai...
isse matt roko beh jaane do....
sarre jahan vaidyon phoolon ko yeh mehakaa rahi hai......
kuch chanchal si kuch mehki si..
kuch badli si kuch behki si...
jaise pholon per bhund jaisi si....
palkon per spano jaisi si...
dil mein umang bhari si...
tumhari hassi hai bilkul aisi hi....


badlon ke pankh bana kar pahadon ke shikhar per ekkkk alag si duniya mein.....
madham si hawaon se tumhare balon ki addaon mein.......
kisi ko dhundhti itrattiii attkheliyan karti tumhari madhoshi bhari nigahon
mein....
bass ekk jahan aisa bhi hai unnhh vaidiyon ki panhonnn mein
chalo aab chale chaltein hein.. duniyan se durr kahin nikalte hein....
naa hi koi bandishein hon...... nnaaa hi koi majburi hoo....
bas ek lamha hi khafi hai waqt tham jaane ke liye.....
basss asii hi duniyan mein aa chale chalte hein......


ek khuli kitab per padna bahut mushkil hai... hum se miloge to janoge.....

Ek jaam main gire hain kayein log lad khadake....
pine gaye the chal ke laye gaye utha ke.....

bas....
jahan mein aur woh hoon..
mausam sath dein tooo sab kuch sahi ....
jiske sath ja kar...
hawayein chalne lagein, dhimi dhimi...
barsaat ho jaye.....

sard sard mausam hoo,
madham - 2 hawyein chal rahi ho,
duur kahin jagah per ek aashiyana ho,
wahan se badal utkheliyan karte huye gujar rahe hon
na koi aas pass hoo,,,
dorr dorr tak, badal hi badal hon
jo pahadon se nikal kar dusre pahad per ja rahe hooo
aur sath mein ek jharna beh raha hoo



Meaning....!!!!!

HMMM :- hum tum t silent

KUCH NHI BOLE TO: - agar hum tum hi nhi to kuch bhi nhi ....
agar socha jaye tooo ek chotti si baat bahut kuch ahi....
agar normal leee badi se badi baat kuch nhi.....

"Ishq di mere mitra pehchaan ki, mit jaave jad yaara jid apnaan di"


ek parrii ki kahani sunata hun...........

barsi thi woh pehle bhi hum per....
ehsaas uska aab dikhata hun..........

chalo tumhe aao dekhoooo ek bhoond se milwata hun...
kuch mehka sa behka sa.. khilkhilata hua.. chahka sa... madhoshi ke aalam mein.... madmastttt saa...
VARSHA ki tarah barasta saa.....

pyar ke aalaam mein ... ishq ke khumar mein... mehboob ke didar mein..... pyarr ki woh barastiiii bhoond ko aajjjj dikhata hunnn
basssssssss aaabb mein samapat karta hun

YOURS with lots of.......


iss halki halki si rimjhim rimjhim barsaat ka halka halka sa ehsas batati hun....

isss rimjhim ke sparsh se aane wali wo madham si muskaan ko sunati hun..............

bundo ke sparsh se apni nazron ko jhukane par iss payar ehsas ko batlati hun....

uss barsat ka mein bhi bikhra hua katra hun.....
bikhri hui har bhund ki ek baat batlata hun.....
chahh dil mein liyeee uss se milata hun....
dard E Ehsaan se mehrom karwata hun.....
kuch aise barsati hai rimjhim siii ithlati si gungunati si.....

Arrreeee harr rang mein pyar hotahai
bas najaron najron ka najariya hai
aapppp jaisa chaho waise hi aapko lagega
rett mein pholl aasman mein ashiyana
hawaon per ghar
aur julphon mein needein
sapno ko bunna
nighanhon mein basna
aur dil mein basss lena
basss sabbbb kuchhhhhhhhhhhh
khudd per hi hota hai
jaisa aap chaho socho kuch kuch to wiase hi hoga

hmmmm
isssssss jahan se kahinn doorrrrrr
usssss nillee aasama
mein
lehrate balkhate
atkheliyan karte huye
kahin doorrrrrrrr pahunch jayenge
phir aaap kuch hume issss tarah se baat khogi
tumhari line: - isss haseen vaidiyon mein, isss haseen mausam mein, hum dono ke iss dilkash milan mein....
machle huye armano ke isss ajab se mann mein......
kuch gungunane ko kuch sunnane ko, kuch pyar ki bela mein doob janee kooo....
baassss kho jayeee machal jayein, gunguna le isss milan mein...

humare ishq ne aapko kya bana diya...
itna khooo gaye hum me ke khud ko hi bhula diya
humare ishq ne aapko kya bana diya...
itna khooo gaye hum me ke khud ko hi bhula diya

BAS YADDEIN REH JATI HAI..........